Dil Ki Khamoshiyo Se Baat Na Kar Lyrics | Nadaniyan

Lyricist : sardar anjum
Music Director : Prem Lata , Sumitra Lahiri
Singer : Hariharan
                        
                        dil ki khamoshiyo se baat na kar
dil ki khamoshiyo se baat na kar
jindgi itne sawalaat na kar
dil ki khamoshiyo se baat na kar

dam ghuta jata hai in ghadiyo ka
dam ghuta jata hai in ghadiyo ka
beete lamho se mulakaat na kar
jindgi itne sawalaat na kar
dil ki khamoshiyo se baat na kar

aashiyana to hai tinka tinka
aashiyana to hai tinka tinka
ispe angaaro ki barsaat na kar
jindgi itne sawalaat na kar
dil ki khamoshiyo se baat na kar

fir kahin tis uthi seene me
fir kahin tis uthi seene me
dil ke jakhmo se koi baat na kar
jindgi itne sawalaat na kar
dil ki khamoshiyo se baat na kar

waqt muzrim hai, waqt muzrim hai

masiha ki tarah
isko sharminda-e-halaat na kar
jindgi itne sawalaat na kar
dil ki khamoshiyo se baat na kar.