Itna Haseen Tujhsa Lyrics | Pakhandee

                        
                        Itna hasin koi kahi hai dusra
Nahi nahi nahi nahi
Itna hasin koi kahi hai dusra
Nahi nahi
Tumhe kya kahu
Sanam kahu ke dilruba
Nahi nahi nahi
Itna hasin koi kahi hai dusra
Nahi nahi
Tumhe kya kahu
Sanam kahu ke dilruba
Nahi nahi nahi

Kash wo din aaye
Tumse pyar ki bate karu
Kash wo din aaye
Tumse pyar ki bate karu
Pyar ki bate karu
Ikrar ki bate karu

Jo har bat ho jaye ikrar ki
Shuru ham kare zindagi pyar ki

Suna nahi ke husn to hai
Bewafa
Nahi nahi nahi
Tumhe kya kahu
Sanam kahu ke dilruba
Nahi nahi nahi
Itna hasin koi kahi hai dusra
Nahi nahi
Tumhe kya kahu
Sanam kahu ke dilruba
Nahi nahi.