Haal Yeh Kar Diya Zalim Lyrics | Panchayat

                        
                        Haal yeh kar diya zalim
Tere tadpane ne
Tere tadpane ne
Aag daman mein laga li
Tere deewane ne
Tere deewane ne
Aag daman mein laga li

Ye bhi dar lagta hai
Badnam na ho jaye kahi
Ye bhi dar lagta hai
Badnam na ho jaye kahi
Pyar ki bate jo
Pyar ki bate jo sunli
Kisi begane ne
Kisi begane ne
Aag daman mein laga li
Tere deewane ne
Tere deewane ne
Aag daman mein laga li

Jite rahna teri chahat
Mein koi khel nahi
Jite rahna teri chahat
Mein koi khel nahi
Mar dala mujhe
Mar dala mujhe zalim
Tere samjhane ne
Tere samjhane ne
Aag daman mein laga li
Tere deewane ne
Tere deewane ne
Aag daman mein laga li

Ji to kahta hai ke ji bhar
Ke tujhe pyar karu
Ji to kahta hai ke ji bhar
Ke tujhe pyar karu
Par mujhe rok liya
Par mujhe rok liya hai
Mere sharmane ne
Mere sharmane ne
Aag daman mein laga li
Tere deewane ne
Tere deewane ne
Aag daman mein laga li

Rut nayi aayi hai aa
Pyar ke din layi hai
Rut nayi aayi hai aa
Pyar ke din layi hai
Aur bhi kar diya
Aur bhi kar diya jadu
Tere sharmane ne
Tere sharmane ne
Aag daman mein laga li
Tere deewane ne
Tere deewane ne
Aag daman mein laga li.