Seekha Nahin Sabak Tune Pyar Ka Lyrics | Sapnon Ka Saudagar

                        
                        Seekha nahi sabak tune pyar ka
Tu jaane kya mazaa intezaar ka
Seekha nahi sabak tune pyar ka
Tu jaane kya mazaa intezaar ka
Seekha nahi sabak tune pyar ka
Tu jaane kya mazaa intezaar ka
Seekha nahi sabak tune pyar ka
Tu jaane kya mazaa intezaar ka

Aa dil ki pustak main tujhko padhaaun
Aa dil ki pustak main tujhko padhaaun
Chahat ke dastur tujhko sikhaaun
Chahat ke dastur tujhko sikhaaun
Phir aayega na mausam bahaar ka
Tu jaane kya mazaa intezaar ka
Seekha nahi sabak tune pyar ka
Tu jaane kya mazaa intezaar ka

Saari umar tune yu hi gujari
Saari umar tune yu hi gujari
Duniya mein aakar raha tu anadi
Duniya mein aakar raha tu anadi
Ab lele mazaa jeet haar ka

Tu jaane kya mazaa intezaar ka
Seekha nahi sabak tune pyar ka
Tu jaane kya mazaa intezaar ka


 
Ek ek dohe mein ek ek gyarah
Ek ek dohe mein ek ek gyarah
Ulfat mein hai ek rasta hamara
Ulfat mein hai ek rasta hamara
Yeh khel hai toh bas aaitbaar ka
Tu jaane kya mazaa intezaar ka
Seekha nahi sabak tune pyar ka
Tu jaane kya mazaa intezaar ka
Seekha nahi sabak tune pyar ka
Tu jaane kya mazaa intezaar ka
Seekha nahi sabak tune pyar ka
Tu jaane kya mazaa intezaar ka.