Mere Balo Mein Sawan Ki Ghata Lyrics | Shuk Rambha

Lyricist : Bharat Vyas
Music Director : Dhirubhai Desai , Manna Dey
Singer : Geeta Dutt
                        
                        Hmm..aaha aaha..
Mere balo mein sawan ki ghata
Aaha aaha
Mere balo mein sawan ki ghata
Mere galo par yowan ki chata
Yowan ki chata
Mai main nav parbhat ki ujjawal arunayi hu
Mai rum jhum kar dwar tere aayi hu
Dwar tere aayi hu


Main ithlate madhuban ki balkhati ek kali hu
Main lehrate sagar ki lehro ke bich pali hu
Bijli ki chamak
Taro ki damak
Bijli ki chamak taro ki damak
Phul ki mehakti kyari hu
Main nav parbhat ki ujjawal arunayi hu
Main rum jhum kar dwar tere aayi hu
Dwar tere aayi hu.