Niyam Ho Lyrics | Super 30

                        
                        Apni taqdeer jo apne haatjo likhe
Apni hasti bana sake
Raja ya rank ho, jag uske sang ho
Jyada jo ank paa sake
Niyam ho, niyam ho, niyam ho
Jahaan ka naya ye niyam ho

Bedi agyaan ki pighla ke gayan se
Bandi sapne chuda sake
Bandi sapne chuda sake
Kudrat mein sa haq sabko diya
Sab haq apna kama sake
Niyam ho, niyam ho, niyam ho
Jahaan ka naya ye niyam ho

Koi hunar jisme ho samay uska hi badalta hai
Maati nazar aata ho pighalkar sona ugalta hai

Kya lena jaat se, kya lena naam se
Pahchane sabko unke kaam se

Boe dastoor ne jitne matbhed hai
Unko jad se mita sake
Raja ya rank ho, jag uske sang ho
Jyada jo ank paa sake
Niyam ho, niyam ho, niyam ho
Jahaan ka naya ye niyam ho
Niyam ho, niyam ho, niyam ho
Jahaan ka naya ye niyam ho.