Na Socha Na Samjha Na Dekha Lyrics | Teer Aur Talwar

                        
                        na socha na samjha na dekha na jana
na socha na samjha na dekha na jana
mujhay aa gaya khud bekhud dil lagana
mujhay aa gaya khud bekhud

zara zara dekh kar apna jalwa dikhana
simat kar yahi aa na jaye zamaana
simat kar yahi aa na jaye zamaana
jaban par jaban par lagi hai wafaao ki
jaban par jaban par lagi hai wafaao ki mohare
khamoshi meri kah rahi hai fasana
khamoshi meri kah rahi

gulo tak na chayi to asha hai lekin
hai dushwar kaanto se damen bachana
hai dushwar kaanto se damen bachana
karo lakh tum matam me na jawaani
kabhi rab nahi aayega wo zamaana