Mere Dil KI Halat Dekh Lyrics | Tere Bina Kya Jeena

                        
                        Mere dil ki halat zara dekh le
Isko hua hain kya
Mere dil ki halat zara dekh le
Isko hua hai kya
Aai na labo pe aisi baat hain
Kaisi armaano bhari raat hai jawan
Mere dil ki halat zara dekh le
Isko hua hain kya
Mere dil ki halat zara dekh le
Isko hua hain kya
Aai na labo pe aisi baat hai

Kaisi armaano bhari raat hai jawan
Mere dil ki halat zara dekh le
Isko hua hain kya

Muddat se tanha bichara ye dil hain
Ho muddat se tanha bichara ye dil hain
Pyaas bujha iski pyaasa ye dil hain
Haath aaya mauka mein jaane na dun
Door door raheta hain jaane tu kyun
Mujhse badh kar bhi koi baat hain
Ho kaisi armaano bhari raat hai jawan
Mere dil ki halat zara dekh le
Isko hua hain kya
O mere dil ki halat zara dekh le
Isko hua hain kya

Maan bhi jaao na paas aao na

Nigaho mein dore gulabi gulabi
Nigaho mein dore gulabi gulabi
Sarapa badan hain sharaabi sharaabi
Mere kad ka aalam agar dekh lega
Qayamat se pahele jahan mar mitega
Tu hai kay aur kya teri aukaat hain
Kaisi armaano bhari raat hai jawan

Mere dil ki halat zara dekh le
Isko hua hain kya
Aai na labo pe aisi baat hain
Kaisi armaano bhari raat hain jawan
Mere dil ki halat zara dekh le
Isko hua hain kya
Ho mere dil ki halat zara dekh le
Isko hua hain kya.