Main Rok Loo Tere Badhte Kadam Lyrics | Tujhe Meri Kasam

Lyricist : Viju Shah
Music Director : Ramoji Rao ,
Singer : Vaishali Samant
                        
                        Main rok loo tere badhte kadam
Main rok loo tere badhte kadam
Adhikar kahan mera hai sanam
Mera itna hi tujhse kehna hai
Rok jaa zara tujhe meri kasam
Main rok loo tere badhte kadam

Deti hoon main tujhko
Wasta bachpan ka

Kudrat ne baandha
Us bandhan ka
Khele the hum
Jismen us aangan ka
Thaama jise us khushiyon
Ke daaman ka
Kya milega tujhe
Gham deke mujhe
Rok jaa zara
Tujhe meri kasam
Main rok loo tere
Badhte kadam

Yaad zara kar apne din raat
Chhoti woh shararat
Khatti meetthi si woh baat
Kabhi roothoon main
Kabhi tu kabhi dono saath
Yahan wahan udte phire
Leke haathon mein haath
Ya mujhe saath le
Ya to yeh maan le
Rok jaa zara
Tujhe meri kasam
Main rok loo tere badhte kadam
Adhikar kahan mera hai sanam
Mera itna hi tujhse kehna hai
Rok jaa zara tujhe meri kasam
Rok jaa zara tujhe meri kasam.