Rafta Rafta Lyrics | Tumse Milke Wrong Number

                        
                        Ek pal ki zindagi

Chhoti si hai umar
Aur kal kaa kisko pata
That’s right
Pyaar kar le yaar rafta rafta
Oh yeah
Rafta rafta rafta rafta

Ek pal nahin ek din nahin
Pyaar kare piraa hafta re
Tum bhi chalo ham bhi chale
Kat jaaye chaahat kaa rasta re
Ek pal nahin ek din nahin
Pyaar kare pura hafta re
Tum bhi chalo, hum bhi chale
Kat jaaye chaahat ka rasta re
Rafta rafta rafta rafta re
Rafta rafta rafta rafta ho
Rafta rafta rafta rafta re
Rafta rafta rafta rafta
Rafta rafta rafta rafta
Sha na na, sha na, na na na na
Sha na, na na na na na na

Dekho aankh maare
Tere ye ishaare
Kaisi shararat hai ye
Abhi dil mila hai, naya silsila hai
Abhi nazakat hai ye
Shiqva nahin, parvaah nahin
Pyaar mein sab kuch chalta hai
Rafta rafta rafta rafta re

Rafta rafta rafta rafta ho
Rafta rafta rafta rafta re
Rafta rafta rafta rafta

Oh yeah rafta rafta
Dekho rafta rafta
Tere ghar ka rasta
Main to dekhta jata
Kabhi girta padta
Kabhi hansta bolta
Kabhi baat bolta
Kabhi chalta bolta
Rafta rafta
Odhe zulfein teri
Mode nazrein meri
Aisi javaani kahaan
Aaja yaar aaja
Rani main tu raja
Aisi kahaani kahaan
Odhe zulfein teri
Mode nazrein meri
Aisi javaani kahaan
Aaja yaar aaja
Rani main tu raja
Aisi kahaani kahaan
Haan bhi nahin, na bhi nahin
Pyaar to hai albatta re
Rafta rafta rafta rafta re
Rafta rafta rafta rafta ho
Rafta rafta rafta rafta re
Rafta rafta rafta rafta ho

Rafta rafta rafta rafta re
Rafta rafta rafta rafta ho
Rafta rafta rafta rafta re
Rafta rafta rafta rafta.