Kahan Giri Ram More Lyrics | Ustad Pedro

Lyricist : Asad Bhopali
Music Director : Chand , C Arjun
Singer : Asha Bhosle
                        
                        kahan giri, kahan giri, kahan giri
ram more mathe ki bindiya
kahan giri, kahan giri
ram more mathe ki bindiya
mathe ki bindiya jab yaad aaye
ud ud jaye mori aankho se nidiya
kahan giri, kahan giri, kahan giri
ram more mathe ki bindiya
kahan giri

sabse pahle, sabse pahle
nishani mere pyar ki
nanhi munni, nanhi munni
kahani mere pyar ki
nanhi munni kahani mere pyar ki
jab karu main singar, jab karu main singar
yu lage baar baar, ho gayi hai jawani
mere pyar ki, kahan giri
hay hay kahan giri
ho more mathe ki bindiya
kahan giri, kaise giri

wo nasha tha, wo nasha tha
kisi ki mulakaat me
kho gai thi, kho gai thi main
unki har ek baat me
kho gai thi main unki har ek baat me
unke jane ke baad
unke jane ke baad
hosh aane ke baad
puchhti hu yahi sabse din raat main
kahna giri hay hay kahan giri
ho more mathe ki bindiya
kahan giri, kahan giri
ram more mathe ki bindiya
mathe ki bindiya jab yaad aaye
ud ud jaye mori aankho se nidiya
kahan giri, kahan giri, kahan giri
ram more mathe ki bindiya
kahan giri